>

Search SMS

HOME      Submit SMS      About

Mana k sab rishtay toot jatay hain magar

          0 votos
Email This Post Email This Post

mana k sab rishtay toot jatay hain magar…

dil say dil ka rishta apni jagha…

tere na milnay ka yaqeen hay magar…

tujh ko panay ki dua apni jagha

Submitted by Waseem khan

Tags: , , , , , ,

Mohbton men shumar kaisa

          0 votos
Email This Post Email This Post

Mohbton men shumar kaisa

Yaqeen kaisa

Gumaan kaisa

Orooj kaisa

Ziwal kaisa

Swaal kaisa

Jwaab kaisa

Mohabten to mohabten hain
Mohabton men hisaab kaisa..!

Tags: , , , , , , , , , , ,

Na jane us par itna Yaqeen kyu hai

          0 votos
Email This Post Email This Post

Na jane us par itna “Yaqeen” kyu hai,
Uska khayal itna “Haseen” kyu hai,
Suna hai muhbat ka dard “Meetha” hota hai,
Tou phr Ankhon se Nikla Ansoo “Namkeen” kyu hai.

Tags: , , , , , , , , , ,