>

Search SMS

HOME      Submit SMS      About

tumhara khat jo parta hon to ankhian bhig jate hain

          0 votos
Email This Post Email This Post

Samundar main utrta hon tu ankhain bheeg jati hain,
teri ankhon ko parhta hon tu ankhain bheeg jati hain,
tumhara naam likhnay ki ijazat chein gai jab se,
koi b lafz likhta hon tu ankhain bheeg jati hain,
teri yadon ki khushbo khirkiuon main raqs krti hain,
tere gham main solagta hon tu ankhain bheeg jati hain,
main hans k jhail leta hon judai ki sabhi rasmain,
galay jab us k lagta hon tu ankhain bheeg jati hain,
wo sub guzray howa lamhaat mujh ko yaad aatay hain,
tumhara khat jo parta hon to ankhian bhig jate hain

submitted by Waseem khan

Tags: , , , , , , , , , , , , , , , , , , , ,

Eid kay moqay par bhar pur EID MUBARAK

          0 votos
Email This Post Email This Post

Lalay eid kay din to naha lay!
Khushbo to laga lay!
Eid to manna lay!
Hum ko galay laga lay!
Eid kay moqay par bhar pur EID MUBARAK!!!!!

Tags: , , , , , , ,

Muje apni mohabat ki khushbo se noor krdo

          0 votos
Email This Post Email This Post

Muje apni mohabat ki khushbo se noor krdo,
Tumse juda na ho sako itna majbur krdo,
Meri ns ns mein bs jye wafa teri,
Ksi or ki teraf na dekhon, itna mahgror krdo

submitted by   K-J

Tags: , , , , , , , , ,