Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata
Email This Post
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Submitted by Waseem khan
Tags: bayan, Chahat, humari, imtihaan, kadar, khafa, khata, maaf, mat, yaad, Yu
Koi toot gaya hai TERE rooth jane se
Email This Post
Bahut udas hai koi tere jane se.
Ho sake to laut aa kisi bahane se.
Tu lakh khafa sahi magar ek baar to dekh
Koi toot gaya hai TERE rooth jane se.
Tags: bahane, Bahut, dekh, gaya, Ho, Jane, khafa, lakh, laut, magar, rooth, toot
Pa har cha chi da dunya ghamona der shi
Email This Post
Pa har cha chi da dunya ghamona der shi.
Nawenawe ashna gori zor tre hir shi.
Khafa na she IMDAD khapl ashna ta wayie
Che ye khva ta ranizde shi ghale tairshi
Submitted by Imdad Ullah Khiyal
Tags: ashna, Che, Dunya, ghale, ghamona, Imdad, khafa, Khiyal, Nawenawe, ranizde, tairshi, Ullah, wayie
Teray Qadmon Ki Sadaa Lagti Hay
Email This Post
Badli Badli Si Fizza Lagti Hay
Saari Dunya Hi Khafa Lagti Hay
Dill Ka Darwaza Khula Choar Diya
Teray Qadmon Ki Sadaa Lagti Hay
submitted by JananGull
Tags: Badli, Choar, Darwaza, dill, diya, Dunya, Fizza, khafa, Khula, Lagti, Qadmon, saari, Sadaa, Teray, URDU Poetry SMS
Buhat udaas hai koi shakhs tere jaane se
Email This Post
Buhat udaas hai koi shakhs tere jaane se..
ho sakay to laut aa kisi bahane se…
tu laakh khafa sahi per ek bar to dekh..
koi toot gaya hai tere rooth jane se…
22 Sep 08 | 