Meri zindagi ki kitab wo
Email This Post
Meri zindagi ki kitab wo
mere her sawal ka jawab wo
main usay parhun tamaam umer
meri hayat ka nisaab wo
meri her dua uss kay liye
meri ebadatoon ka sawaab wo
main saara din ussi main maggan
meri her raat ka khawab wo
likhun or kia main oski zaat par
meri zindagi ka rubaab wo
Tags: din, dua, ebadatoon, hayat, jawab, khawab, kitab, maggan, nisaab, raat, rubaab, sawaab, tamaam, umer, zaat, Zindagi
Bicherte waqt us ne kha tha
Email This Post
Bicherte wqt us ne kha tha,
Na sawal krna na jawab mile ga,
Muje bhol jana qrar mily ga.
Hm us muqam pr thy Imdad,
Na swal kia na jwab mila,
Na bhol sky na qrar mila.
Submitted by Imdad Ullah Khiyal
Tags: bhol, Bicherte, jana, jawab, jwab, Khiyal, muqam, sawal, sky
Bicherte wqt us ne kha tha, Na sawal krna na jawab mile ga
Email This Post
Bicherte wqt us ne kha tha,
Na sawal krna na jawab mile ga,
Muje bhol jana qrar mily ga.
Hm us muqam pr thy Imdad,
Na swal kia na jwab mila,
Na bhol sky na qrar mila.
Submitted by Imdad Ullah Khiyal
Tags: bhol, Bicherte, jawab, jwab, muqam, qrar, sawal, swal, wqt
Grana da sitam hesab di na kigi
Email This Post
Grana da sitam hesab di na kigi.
sta da dagha stargo jawab na kigi.
Aoram da reeya da tasbo taq chi di.
waima chi pa day sawab na kigi.
Ma chi trina sawal da wasal wakro no.
spore yai rata aoway janab na kigi.
da da or lumbay sadar ki manghra.
Hasi hum la ora naqab na kigi.
Dasi da barodo oor wahali da.
os zamong pa zmaka gulab na kigi.
sta da husan tol alam qayel shwalo.
da zar da faryadono kitab na kigi.
submitted by JananGull
Tags: barodo, day, faryadono, Grana, gulab, hesab, husan, JANAB, jawab, kitab, lumbay, naqab, Sadar, Sawab, sawal, sitam, spore, Stargo, wasal, zamong, zar, zmaka
Pi leta agar tu SHARAB hoti
Email This Post
Main tod leta agar tu GULAB hoti,
Main jawab banta agar tu SAWAL hoti,
Sab jante hai main nasha nahi karta
Phir bhi pi leta agar tu SHARAB hoti
30 Oct 08 | 