-
Wafa ki laaj mein usko manna laitay to accha tha
Posted inURDU Poetry SMS- 01 Mar 10 at 18:00
- 0 Comments
Wafa ki laaj mein usko manna laitay to accha tha…! . . Anaa ki jang mein aksar judai jeet jati hai..!
-
Aaj phir mosam num hua meri aankhon ki tarah
Posted inURDU Poetry SMS- 01 Mar 10 at 16:00
- 0 Comments
Aaj phir mosam num hua meri aankhon ki tarah Shayed kaheen badlon ka bhi kisi ne dil tora ho ga. “FEEL ME……”
-
Is baarish ko keh do meray aangan mai na barsay
Posted inURDU Poetry SMS- 01 Mar 10 at 15:00
- 0 Comments
Is baarish ko keh do meray aangan mai na barsay… Isay daikh kar shiddat say kisi ki yaad aati hai.

